Выпуск

Tafseer-e-Quran Class #541 (Surah Waqia 01/02) | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood · 22 октября 2026 г. · 38 мин

(0:00) Intro (0:17) Aaj ke lecture ka overview (0:28) Qayamat ka naam – “Waqia” (zaroor hone wali) (0:58) Qayamat kyon aayegi? (1:52) Qayamat kab aayegi? (2:42) Qayamat ke din insan ki 3 categories (3:36) Daain aur baain haath me nama-e-aamaal (4:21) Aala darja ke jannati – sabqat le jaane walay (6:08) Allah ke qareeb log (6:32) Aish ke baghon me (6:35) Awwaleen aur aakhireen ka matlab (9:00) Sone ke takhton par baithna, phalon ke saya me (9:18) Jannati khidmat guzar bachay (10:01) Ghilman-e-Jannat – motiyon jaisay bachay (12:30) Jannati sharab ke piyalay (13:04) Pasandeeda phal (13:29) Parindon ka gosht (13:41) Jannat ki hoorain (14:23) Jannat me bekaar baat nahi hogi (15:05) Jannati awaaz: “Salam” (15:27) Daain haath walon ki jannat (15:49) Baghair kanton ki berries (15:57) Layered kailay (17:45) Lamba saya (17:49) Behta pani (17:53) Hamesha rehne walay phal (19:13) Jannati aurat ke ausaf (22:32) Hamesha kanwari (22:50) Shohar ki mehboob (23:16) Hum-umar (24:42) As’hab-ul-Yameen – awwaleen aur aakhireen me se (25:34) Surah Waqia ka heart-touching ruku (26:12) Surah Waqia – Ruku 02 (Lafzi Tarjuma + Grammar) (37:47) Next lecture preview (38:09) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

Страница выпуска